s http://go.ad2upapp.com/afu.php?id=1103110 Perfect Sad Poetry : Faiz Ahmed Faiz Poetry

Thursday, April 17, 2014

Faiz Ahmed Faiz Poetry

Faiz Ahmed Faiz Biography In Urdu


Faiz mehboob tha wo danish waron me maqbool thy siyasi rehnumaon
or karkunon k rafiq thy. Iqbal k bad kamal e hunar thy Nazaryati wabastgi
Or be pana Qabool aam ka sh jhti mojza faiz k siwa kisi ko Naseeb nahi hoa
Waradat dron ho ya faisal sher ka fasana wo apni waradet ko ghazal
k manus astaron me rakh kar Ird gird ki nazuk titliyan baand deta tha
Is par Tbiyat ka sharmaya or ghabraya hoa andaaz faiz ko dhel k pech
larany Me maza aata tha. Biswi Sadi k nisaf akhr main urdu shayri ka
waqar faiz ke naam rha.

Faiz Ahmed Faiz Poetry



Mujh se pehli si muhabat meri mehboob na mangh

Mujh se pehli si muhabat meri mehboob na mangh
Main ne samjha tha k tu he darkhasha he hayat

Tera Gham he to gham dhar ka jagra kia he
Teri Surat se he aalm me bharon ko sabaat
Teri Aankhon k siwa dunya me rakha kia he

Tu jo mill jay to taqdeer nagoo ho jay
Yu na tha me ne faqat chaha tha yon ho jay

Or Bhi dukh hain zamany me Muhabat k siwa
Rahatain or bhi hain rahte wasal k siwa

An ginat sadyon k tareeq bhman talasum
Resham atlas o kamkhab me bnway hoye

Ja baja bikty hoy kucha wo bazaar me jisam
Khak Me Lithry hoy khoon me nahay hoy

Jism nikly hoy amraaz k tanoron se
Peep bhti hoi galty hoy nasoron se

Lot jati he Idhar ko bhi nazar kia kijiye
Ab dilkash he tera husan magar kia kijiye

Or Bhi Dukh hain zamany me Muhabat k siwa
Rahatain or bhi hain Wasal rahat k siwa
Mujh se Pehli si muhabat mery mehboob na mang



Faiz Ahmed Faiz Romentic poetry



Kanch Ka Guldaan


Kanch ka guldaan be shak he boht hi qeemti
Zard hoty phool ko lekin nami bhi chahiye


Baat niyat ki sirf he



Baat Niyat ki sirf he warna
Waqat Sary Dua k hoty hain


Raat Yon Dill me teri khoi hoi yaad aai



Raat yon dill me teri khoi hoi yaad aai
Jesy Werany Main Chupky se bahar aa jay


Jesy Sehraon Me holy Sy Chaly bad-e-Naseem
Jesy Bimar ko be waja qarar aa jay


Faiz Ahmed Faiz Urdu Poetry



Ab wohi harf janon sab ki zabaan thri he
Jo bhi chal nikli wo baat kaha thri he

Aaj Tak shaikh k akarm me jo shy thi haram
Ab wohi dushman Dain rahat jaam thri he



Faiz ahmed Faiz Inqalabi Poetry



Bachon ko chora na orton ko
Be ghirton oar khonkhuaron ko khainch kar apny sath milaya

Or becharon Par Bedad ki
Afsoos Afsoos Ae Ghadaron


No comments:

Post a Comment