s http://go.ad2upapp.com/afu.php?id=1103110 Perfect Sad Poetry : Love SMS
Showing posts with label Love SMS. Show all posts
Showing posts with label Love SMS. Show all posts

Saturday, November 23, 2013

Love sms in hindi love shayari sms for girlfriend


Here is a collection of Love sms in Hindi Love Shayari SMS for Girlfriend. Must read and share to your lover friends and Enjoy life.

  • Jub Tum say Muhabbat Ki Hum nay,
    Tub Jaa ke Kahin Yeh Raaaz Khulla,
    Marne Kaa Saleeqa Aata Hi Nahin,
    Jeene Kaa Sha'oor Aa Jaata Hay�!!!
  • Chehre Pay Khushi Chhaah Jaati Hay,
    Aankhon Main Suroor Aaa Jaata Hay,
    Jub Tum Mujhe Apna Kehtti H0,
    Apne Pay Garoor Aa Jaaata Hay,
  • Tum Husan Ki Khud Eik Duniya H0,
    Shaayad Yeh Tumhein Maaloom Nahin,
    Mehfil Main Tumhaare Aane Say,
    Her Chiz Pay Noor Aa Jaata Hay,
  • Must Read: Sweet Love Shayari sms in Hindi.
  • Hum Paass Say Tum k0 Kiya Dekhe,
    Jub Tum Mukaabil Hotti Ho,
    Betaaab Nighaoon KayAage,
    Parda Saa Zaroor Aa Jaataa Hay,
  • Tum Kiyu Aise Khoyi-kh0yi Si Rehti H0 ?
    Tum Kiyu Aise Ghum-sum c Rehti H0 ?
  • kal na hum hon ge na koi gilla ho ga.
    sirf simtti hoi yadon ka silssila ho ga.
    j0 lamhen hein chalo hanss ker bitta lein.
    na jaane zindgi ka kal kiya fesla ho gaa
  • mujhe in patharon ka dar naa hotta,
    agar sheeshe ka mera ghr naa hotta
    yaqeenan ham bhi khelte payar ki baaji
    aggr dil tootne ka dar naa hota.
  • Kabhi Laffz Bhool jaaon, Kabhi Baat Bhul Jaaon,
    Tujhe Iss Qadra Chahoon Kay Apni Zaat Bhool Jaaon,
    Uth Kay Tere Paas Say Jo Mein Chal Dun
    Jaate Huye Khud Ko Tere Paaas Bhool Jaaon.
  • Check out this:  Romantic Love Poetry in Urdu.
  • Aaye Mallaika-e-husn Eik Baar Idhar Bhi To Daikh,
    Meri Aggr Eid Ho gi To Teri Bhi Diwaali Ho Jaye gi
  • Ek Baar Muskuraane Say Koi Gunaah Nahi Ho Jaye ga
    Haal-e-dil Sunaane Say Koi Qayaamat Nai Aaa Jaaye gi
  • Kiyu Aaj Tak Tumnen Kisi Ko Apna Banaaya Nahi ?
    Kiyu Tumhe Kisi Nay Hasna Sikhaaya Nahi?
  • Kon sa Gum He Tumhe Jo Sub se Chipaati H0 ?
    Kis liye Her Baat Per Apna Jee Jalaati H0 ? 
Friends if you like these messages then Please don't forget to share these messages with your lover friends.

Friday, November 22, 2013

Sweet love sms for girlfriend in hindi

We have best collection of Sweet Love sms for Girlfriend in Hindi. All the messages are very loving and great. Must Read and share to your lover friend.

  • Jeene ki us nay hume nayi adda di Hay.
    Khush rehnay ki us nay dua di Hay.
    Aye Khuda us k0 sasra jahan dena
    Jis nay apne dil mein humen jagah di Hay.
  • Aaag sooraj me hoti hay, Jalna zameeen ko padta Hay
    Muhabbatt nigaahe karti hein, Tadapna dil k0 padta Hay
  • Dil Kay Bazaar Mein Doullat Nahin Dehki Jaati.
    Payar H0 Jaaye To Soorat Nahi Dekhi Jaati
    Eik Hi Insaan Per Luta Do Sub Kuch Keyon ke
    Passand ho Cheez t0 To Keemat Nahi dekhi Jaati.
  • Payar Hum nay Kiya Hai Payar Tum nay Kiya Hay.
    Yaar Phr Imtihaan Kiyon Zamanae Nay Liya Hay
  • Love Shayari SMS for Girlfriend in Hindi
  • Too dekh ya na daikh, tere dekhne ka ghum nahi,
    per teri ye na daikhne ki adda dekhne say kam nahin..
  • Haall-e-dil ae dilbar ham tujhe kese kahein,
    Jo ddard hai dil mein use kese sahein,
    Rone say teri tasweer kahin mit naa jaaye per,
    Jub dard hay dil mein to ashk kese naa bahen..
  • Zulffon me teri hai meri jannnat bassi,
    Her gham ko chuupa leti hay teri ye dilkkash hanssi..
    Meri her yaad mein teri soorat hai bassi,
    Jo tum mil jaao to meri duniyaa me Aa jaaye dilkashi..
  • Aansoo Hai Ankhon Mein Per Beh Nahin Saktay.
    Dunia waalo Say Darte Hein Is liye Kuch Kh Nahin Sakte.
    Per Ye t0 Aap Bhi Samajhtay Hon gay
    Ke Hum Aap kay Bina Rh Nahin Sakte.
  •  Love Shayari sms in Hindi for Boyfriend
  • Ishaq tujh say karta hun mein zindagi say zyada.
    Mein darta nahin maut say teri judaaii say zyaada
    Chaahe to Azma lay mujhe kisi aur say zyaada.
    Meri zindagi mein kuch nahin teri muhabbat say ziyada.
  • Aap Hanso To Khushi Mujhay Hoti Hay
    Aap RoothoTo Aankhe Meri Rotti Hai
    Aap Door JaaoTo Becheni Hoti Hay
    Mehsoos Karke Dekho Payar Mein Zindgi Kesi Hoti Hay.
  • Aankhon mein rehne waale ko yaad nahi kerte,
    dil mein rehne waale say baat nahin karte,
    hamaari to rooh mein bus gaye ho Aapp
    tabhi t0 milne ki fariyaad nahin karte.
  • aub chain hai na karaar, rehta hai dil bekaraar
    madhosh hay zindagi, jub se hua un say pyaar
    lagta hay un ke binna, mumkin nahin zindagi,
    woh na h0 kuch bhi naa ho, woh hein toh sub hay yahin..
  • chuna hay aub ye Aasman, dhoonde ga hum ko ye jahaan
    khushiy0n kay rang le kay sang sang, her pal khushi say ji l0
    hothon pay liye payari si hansi, kaanton say phool chun l0...
  • samait lo sitaaron ko hathon main apne
    bahot door tak raat hi raat ho gi
    musaafir hein hum bhi, musaafir ho Aap bi
    kahin naa kahin, phr mulaqaat ho gi..

Wednesday, November 20, 2013

Love Shayari sms in Hindi for Girlfriend

Here is Best Hindi sms on Love Shayari sms in Hindi for Girlfriend. Must Read and share to your lover friends.
  • Jiss Tarah Rag0n Mein Khoon Rehta Hay
    Iss Tarah Eri Chaahat Ka Janoon Rehtta Hay
    Zinddagi Ki Her Kushi Mansoob Hay Tum Say
    Baat H0 Tum Say Tu Dil Ko Sakoon Rehta Hay�
  • Payaar ki Aanch say to patthar bi pighall jatta hai,
    Sache dil say sath day to naseeb bi baddal jaata hai,
    Payaar ki rahon per mil jaaye sacha hamsaffar,
    T0 kitna bhi gira hua inssaan bhi sambhal jaata hay��
  •  Must Read: Romantic Love Poetry sms in Urdu
  • Fizza Main Mehakti Shaaam H0 Tum
    Payaar Main Jhalakta Jaaam Ho Tum
    Seene Main Chupaaye Phirte Hein Hum Yaaddein Tumhaari
    Iss liye Meri Zindagi Kaa Doosra Naam H0 Tum�.
  • Yaadian akssar hoti hain sataane ke liye,
    Koi rooth jaatta hay phir maan jaaane kay liye,
    Rishte nibhaana koi muskil t0 nahi,
    Bus dilon men payaar chahiye usse nibhane kay liye�
  • Tumhaara dukh hum seh nahin saktte,
    Bhari mehffil mein kuch keh nahin sakte,
    Hamaare girte huye Aansuo ko ped kar dekkho,
    Woh bi kehte hain ke hum Aap ke bin reh nahin saktte�
  • Check Out This: Love Shayari sms in Hindi
  • Kehtte hai payaar ki seema nahin hoti
    Yeh t0h dhoka hay jo sub kehte hain
    Payaar ki seema honi chaaiye
    Ta ki koi dil kisi or dil ka naa ho jaaye�.
  • Tanhaiy0n main muskuraana ishaq hai,
    Eik baat ko sub se chhupaana ishaq hai,
    Yun t0 neend nahi Aatti hamein raatt bhar,
    Maggar sote sotte jaagna or jagte jaagte sona hi ishaq hay�
  • Paaya tum ko to hum k0 lagga tum ko kho diyya,
    hum dil pay roye or yeh dil hum pay ro diyya.
    Kiyo es ke fansle humen manjoor ho gaaye,
    kitne huye kareeb ke hum dur ho gaaye�
  • Chaand ki judaai mein Aassma bhi tadap gaaya.
    Us ki ek zhalak paane ko her sitaara taras gaaya
    Baddal ke Dard ko kiya kahon
    Chaand ki yaad men vo haste haaste baras gaaya�
  • Khoobsurat sa ek pal kisa ban jaata hay,
    Jaane kub kaun zinddagi ka hissa ban jata hai,
    Kuch log zinddagi men milte hein aise,
    Jin se kabhi naa tootne wala rishta ban jaata hay�

Saturday, June 1, 2013

Romantic love poetry sms in urdu



We Have huge collection of Romantic Love sms in Urdu for Friends, Girlfriends, etc with beautiful image. you can send these messages to your lover friends on Facebook, Twitter, StumbleUpon etc.

 

Romantic love poetry sms in Urdu

  • Kuch Sochun To Aap ka Khayaal Aa Jaata Hai.
    Kuch Bolun To Aap ka Naam Aa Jaata Hai.
    Kub Tak Chupaau Dil Ki Baat.
    Aap ki Her Adda Per Hum ko Pyaar Aa Jaata Hay.
  • Dekha Jub Tujh ko Pehli Baar To Ashiq Ho Gaye.
    Jaane Kese Tere Neno Mein Shaamil Ho Gaye.
    Tujh ko To Parwaah Nahi Maggar Hum Teri Be rukhi Say Ghayyal Ho Gaye.
  • Dil Ki Dhadkan Say Teri Aawaaz Aaati He,
    Meri Her Saans Say Teri Aawaz Aati He.
    Na Jaane Kiya Ho Gaya Hay Mujhe,
    Mein Baat Karta Hun Teri Aawaz Aati He.
  • Chaahat Teri Pehchaan Hai Meri,
    Muhabbat Teri Shaan Hai Meri.
    Ho kay Judda Tujh se Kiya Reh Paun ga,
    Tu To Aaakhir Jaan hai Meri.
  • Sheeshe main dikhti Aaap ki parchaai,
    kehti he hum say ki Aaap ho sharmaai.
    yeh kesi he ruswaayi,
    Mann karta he thaam lun Aaap ki kalaai,
    kiyun ki aub to sahi jaaye na ye judai.
  • Duniya jisse neend kehti hay,
    Jaane woh kiya cheez hoti he.
    Aaankhe to hum bhi bund karte hein,
    Aur wo Aaap se milne ki tarkeeb hoti he.
  • Aaaj socha ke sms kiya bhejun,
    Aaap muskuraye aisa peghaam kiya bhejun.
    koi phool to mujhe maloom nahin,
    jo khud gulshn ho use ghulaab kiya bhejun.
  • Sapne the, sapno kay Aap sahil huye,
    Na jaane kese hum Aap ke payaar ke kabil huye,
    Karzdaar rahen ge hum uss haseen pal ke,
    Jub Aaap hamaari zindagi main shamil huye.
  • Kon kehta he dil paggal he,
    Pagal pun to sirf ik bahaana he.
    ik bar hans ker muskura ker to dekho,
    Ye paggal tumhaara deewaana hay.
  • Yeh waqt lamhe guzar jayen gay,
    Zindgi main kuch kho ker kuch payen ge.
    Aaaj hum yahan hein kul door chale jayen ge,
    Per wada raha roz inbox main zaroor Aaayen ge.
  • Payaar mein Kuch Kuch Hota He,
    Payaar mein Dil To Paggal Hay.
    Payaar mein Kabhi Khushi Kabhi Ghum,
    Payaar ik aisi Paheli he jo Na Tum Jaano Na Hum.

Thursday, May 30, 2013

Love shayari sms in hindi for boyfriend



We Have Huge collection of Love Shayari sms in Hindi for Boyfriends. you can send these messages to your Lover Friend with image free. Read and share if you like these.

 

Love Shayari sms in Hindi

  • Payar to karte hein per jataana nahin Aata,
    Dil chaahta he unhe per bataana nahin Aata,
    Payaar karte hein un say ye un ko bhi maaloom he,
    per kitna karte hein bus yahi samjhaana nahin Aata.
  • Kabi Us ko Bi Meri Yad Sattati Ho gi.
    Apni Aaankhon Mein Mere Khawaab Wo Bhi Sajjati Ho gi.
    Wo Jo Her Waqt Khayalon Mein Basi Rehti Hy.
    Kabhi To Wo Meri Bhi Yaadon Mein Kho Jaatti Ho gi.
  • Hansne kay baad kiyun rulaati hy duniya,
    Jaane kay baad kiyun bhulaati hy duniya,
    Zindgi mein kiya kuch kassar baaki thi,
    Jo marne kay baad bhi jalaati hy duniya.
  • Na Roothna Hum say Hum Mer Jayen ge,
    Dil Ki Duniya Tabbah Kar Jayen ge,
    Payaar Kiya Hai Hum nay Koi Mazaak Nahi.
    Dil Ki Dhadkan Tere Naam Kar Jayein ge.
  • Aaap ki muskaan hamaari kamzori hy,
    Keh na paana hamaari majburi hy,
    Aaap kiyon nahin samajhti is jazbbat ko,
    Kiya khamoshiyon ko zubaan daina zaruri he.
  • Hindi romantic shayari sms for Lover
    yaad nahin karo ge to Bhulaa bhi na sako ge,
    Mera khayal zuhan say mita bhi na sako ge,
    Aik bat jo tum mere Gham say milo ge,
    to saari umer muskuraa na sako ge.
  • Dil ke konay say ik Aawaaj Aaati hai hamen.
    her pul Aaap ki yaad Aaati hy.
    dil poochta hai ham say ye bar bar jinhen
    ham yaad karte hein kiya unhe bhi hamaari yaad Aaati hy.
  • Pyaar Naa Aata Tha Tu nay Sikha Diya,
    Tadpe Na The Tu nay Tadpa Diya,
    Udaas Rehne Lage Hein Aub,
    Roye Na The  Kabhi Tu nay Rula Dia.
  • Samjha do Apni Yaadon Ko Wo Bin Bulaaye Kabi Aaya Na Kare,
    Tum To Door Reh Ker Satate Hi Ho, Magger Wo Paas Aa ker Humein Rulaaya Na Kare
  • ~Hindi Love Shayari For Best friend~
    Jaroori Nahin Ke Koi Payar Ki Murat Ho,
    Sundar Ho Behud Khubsoorat Ho,
    Sachcha Payar To He Wohi Jo,
    Tub aaap ka Saath Day Jub Aap ko Uski Jarurat Ho.
  • Bun ke Mehak Tu Ghulaabon Mein Milna,
    Tu Bun ke Mor Ke Pankh Kitaabo Men Milna.
    Jub bhi Mujhe Teri Yaad Aaye To,
    Bun ke Aansoo Meri Aankho Mein Milna.
  • Najron ki juban wo samajh nahi paate,
    hont hamaare kuch keh nahi pate .
    dil apni majboori bataaye kese.
    Koi hy jin ke bina hum reh nahi paate.

Sunday, May 26, 2013

Love Shayari in Hindi 140 Character



Here is a collection of Love Shayari SMS in Hindi with Beautiful image if you wanna to read Love shayari beautiful messages.you can read here at least 10 to 11 messages about Love shayari. read and share to your Friends on Facebook, Google Plus, Stumble Upon and Twitter

 

Love Shayari in Hindi 140 Character

  • Gehri thi raat laikin hum kh0ye nahin,
    Dard bahot tha dil main per hum r0ye nahin,
    Koi nahi humaara jo pooche hum say,
    Jaag rahe ho kisi kay liye ya soye hi nahin.
  • Jo Na Pooch Pau Wo Sawaal Puchna Chaahta Hun,
    Kitna Chaahte Ho Aap Humen Wo Bat Poochna Chaahta Hun,
    Aur Aik Jawaab Jan'na Chaahta Hun Mein Aaap se.
    Kiya Aap Humen Sach Mein Dost Mante Hein Ye Bat Sirf Poochna Chaahta Hun.
  • Jati Nahin Aankhon aye Soorat Teri.
    Na Jaati Hy Dil Say Muhabbat Teri,
    Tere Jaane Kay Baad Hota Hy Mehsoos Yun,
    Humein Aur Bhi Jyaada Hy Zaroorat Teri.
  • Saadgi Mein Aik Adda Itni Pyaari Lagi,
    Aap ki Dosti Hum ko Sub say Niraali Lagi.
    Ye Na Toote Kabhi Yahi Dua Hy.
    Kiyun Kay Yahi Is Duniya Mein Hum Ko Hamaari Laggi.
  • Kuch kehna chaahti hun Aaaj mein tum se,
    Per na tu hy na tera saaya hy,
    Ghut rahi hoon ander hi andar main,
    Aaaj to teri yaadon say bhi mujhe chain mil paaya hy.
  • Aggr wo apni Muhabbt Humen bana lay,
    hum Un ka har khawaab apni palko Pay Saja lein.
    kre gi kese maut humen un se juda,
    Aggar wo humen apni ROOH mein basa lein.
  • Saamne Na Ho To Tarassti He Aaankhein,
    Yaad Mein Teri Barassti Hy Aankhein.
    Mere Liye Na Sahi, In kay Liye Hi Aaa Jaaya Karro,
    Tum say Be panaah Muhabbat Karti Hy Yeh Aaankhein.
  • Kabhi Us ko Bhi Meri Yaad Sattati Ho gi.
    Apni Aaankhon Mein Mere Khawaab Wo Bhi Sajaati Ho gi.
    Wo Jo Her Waqt Khayaaalon Mein Basi Rehti Hay.
    Kabhi To Wo Meri Bhi Yaadon Mein Kho Jaati Ho gi.
  • mujhe in pathron ka dar na hota,
    agfar sheeshe ka mera ghar na hotta,
    yaqeenan ham bhi khelte payaar ki baji.
    aggar dil t00tne ka dar na hota.
  • kul na hum hon ge na koi gilla ho ga,
    sirf simti hoi yaadon ka silsila ho ga.
    jo lamhe hein chalo hans kar bita lein.
    na jaane zindagi ka kal kiya fesla ho ga.
  • Apne Dil Ki Baat Hum Un say Keh Nahi Sakte,
    Bin Kahe Bhi Jee Nahi Saktay.
    Ee Khuda Aesi Takdeer Bana Ke Woh Khud Aaa ker Ye Kahe.
    Hum Aaap ke Bina Reh Nahi Sakte.

Friday, May 10, 2013

Love shayari sms in hindi 160 words

Love Shayari sms with image
Here is a collection of Love sms in Hindi for Lover, Best friend. All the messages are beautiful and sweet. must read and share to every love and best friend.

love shayari sms in hindi 160 words

  • Phoool bina....Khushboo bekaaar,
    Chaand bina....Chaandni bekaaar,
    Pyaar bina.....Zindagi bekaaar,
    Mere sms bina.....Tumhaara MOBILE bekaaar.
  • Dil ki batain Aaakhon say kahi jaati hain,
    Bol dhadkan say sune jaate hain,
    Aaap to naadan hain jo saaf sunna chaahte hain,
    Ishq kay jazbaat to sirf mehsoos kiye jaate hain�
  • Door hote huye bhi pyaar ka rishta nibhaate ho tum,
    Na jaane kese dil ko lubhaate ho tum,
    Yea kiya jaadoo he tumhaari dosti ka,
    Jo dil ko itna yaaad aaate ho tum.
  • Badi gehrai say chaaha hai tujhe,
    Badi duaon say paaya hy tujhe,
    Tujhe bhulaane ki sochun bhi to kese,
    Kismat ki lakiron say churaaya hy tujhe.
  • Yeh dil pyaar kay qaabil na raha,
    Koi bhi izhaar kay qaabil na raha,
    Is dil mein bus gayi dosti Aaap ki,
    Ab tu chaand bhi deedar kay kabil na raha.
  • Aaap jub samne say gujara jaate hy,
    Arman dil kay ubar jaate hain,
    Dekh ker Aap ki pyaari soorat,
    Sahme huye phool bhi nikhar jaate hain
  • HUM SaY DOOR JAO GAY KESE,
    HUM KO BHOOL PAO GAY KESE,
    HUM TO BASTE HEIN AAP KI SANSSO MEIN,
    APNI SANSO KO ROK PAAO GAY KESE,
    I Miss U
  • Khusi Aaap ke liye gum mere liye,
    Zindagai Aaap ke liye maut mere liye,
    Muskuraana Aaap ke liye Aansu mere liye
    Sub kuchh Aaap Ke liye Aaap mere liye�
  • Kuch Chehray Bhulaaye Nahi Jaate.
    Kuch Naam Dil Say Mitaaye Nahi Jaate.
    Mulaaqat Ho Na ho..Lekin ae Dost,�
    Pyaar kay Chiraag Kabhi Bhujaye Nahi Jaate.
  • Aaansuon ko yun hi tum ponchhte jaao gay,
    Yaadon mein meri tum yun hi doobte jaao ge,
    Chhah ker bhi na hata paao ge tasveer dil say
    Inn Aankhon mein chhupi tadap say tadap jaao ge�

Love sms in hindi 120 character for girlfriend


Here is a collection of Love sms in Hindi for Girlfriend. i added 10 messages in thsi post all the messages are very cute must read if you enjoy these messages please forward to your friends on Facebook, Twitter, Googel plus and Stumble upon.

Love sms in Hindi for Girlfriend 120 Character.

  • Dil ki choton nay kabhi chain say rehne na diya,
    Jub chali sard hava main ne tujhe yaad kiya,
    Is ka rona nahi kiyo tum nay kiya hai barbaad,
    Is ka ghum hai ke bahot dair ae barbaad kiya
  • Yaad rakhne ke liye koi cheeez chahiye,
    Aaap nahi to Aap ki tasveer chaahiye ,
    Per Aapk i tasveer hamare dil behla na sake gi
    kiyun ke wo Tumhaari tahra muskara na sake gi
  • Kuch ajeeb fasalo ka janam ho raha hy,
    Naseeb mera jaag ker bhi so raha hy
    Kese keh dun toota dil dhadakta nahi
    Jub ke Aaaj dil ka her tukda ro raha hai .
  • Meri deewaangi ki koi had nahi,
    teri soorat kay siwa kuch yaad nahi,
    mein hun phool tere gulshan ka
    tere siwa mujh pay kisi ka haq nahi�
  • Ab woh munzir na woh ceahray hi nazar Aaatye hein
    Mujh ko maloom na tha khawaab bhi mit jatay hein
    Jaane kis hal mein hum hein ke humein dekh ke sub
    Ek pul ke liye rukte hein guzar jaaty hein,..
  • Koi itna chaahe tumhe to bataana,
    Koi itna palko pay bithaye to bataana,
    Pyaar ker to le ga har koi,
    Per koi meri tarah nibhaaye to batana�
  • Subah jub bhi nikhaar dekna,
    Shaam jub bhi bahar dekna,
    Raat ko tanhaai mein Tare jub b har baar dekna
    Pyaar ko sada Aabaad rakna
    Pyaar ko Eid ke lamhon mein yaad rakna.
  • Aaap ki hansi bahot pyaari lagti hy,
    Aaap ki her khushi hamain hamaari lagti hy,
    kabhi door na karna khud say humein,
    Aaapki dosti humain jaan say bhi pyaaari lagti hai�
  • Sooraj ki kirne, taaron ki bahaar.
    Chaand ki chaandni, Aapno ka pyaar.
    Her ghadi ho khushaal.
    ussi tarhan Mubarak ho Aaapko Eid ka yeh tyohaaar!
  • Aap kay Honto Per Sada Khilta Ghulaab Rahe,
    Khuda Na Kare Aaap Kabhi Udaas Rahe,
    Hum Aap ke Pas Chaahe Rahen Na Rahen,

Thursday, May 9, 2013

Love sms in hindi 140 character for girlfriend


Here is a Collection of Love sms in Hindi for Girlfriend. you can read these messages and send to your girlfriend on facebook, Google +, twitter, etc with beautiful image. read and Enjoy

Love sms in hindi 140 character for girlfriend 

Jaub say dekha hai teri Aaankhon main jhaank ker,
koi bhi Aaaina acha nahin lagta,
teri mohabbat main aise hue hain deewaane
tumhe koi aur dekhe to acha nahin lagta.

- - - ->
Kitna bhi chaaho na bhool pao ge,
Kitna bhi chaaho na bhol pao ge
Hum say jitna door jaao nazdeek pao gay,
Humein mita sakte ho to mita do
yaadain meri, magar..
kiya sapno say juda ker pao gay humain.
- - - ->
Itne yakeen say to hum keh nahi sakte,
Ke hum Aap ko yaad rakh payen ge,
Per itna waada jaroor ker sakte hein,
Zindgi main Aaap ko kabhi bhool nahi payen ge�
- - - ->
Dil say kahu aik baat sachchi, hum tum aik hi daal ke panchhi,
Dosti hamaari hogi n kachchi, tere photo say to meri negative achchhi,
- - - ->
Aaap ka Aashiyaana dil main basaaya hai,
Aap ki yaadon ko seene say lagaya he,
pata nahi yaad Aap ki hi kiyo Aaati hai,
dost to ham ne auro ko bhi banaaya hai�.
- - - ->
Yaadon ki parchayi main ab to Aaaye tera hi cehra,
Tu abhi tuk iss baat say hai anjaan mein hun deewaana tera,
Izhaar-e-mohabaat karne to bahot baar socha main ne
Per her baar tere hi aks nay roka hai rastaa mera
- - - ->
Jitna pyaar hai Aaap se,
Us say aur jayaada pane ko jee chaahta he,
Jaane woh kaun si khoobi hai Aaap mein,
Ke har rishta Aaap se banaane ko ji chahta hai�
- - - ->
Tujhko dekha bhi nahi, aur teri Deed kar li.
chaand to nazzar nahi Aaya,
phir bhi humne Eid kar li.
- - - ->
Zindagi kay liye jaan zaroori hy,
Paane ke liye Armaan zaroori hai,
Hamaare paas chahe ho kitna hi gham,
Per Aaap ke chehre per muskaan zaroori hai�!
- - - ->
Mere haathon say gir gayi lakeerein kaheen,
Bhool Aaaye hum apni takdeeren kaheen,
Aggar mile tum ko kahin to utha lena,
Mere hisse ki her khushi apne haathon pay saja lena.

Monday, April 29, 2013

Loving sms in hindi

Loving sms in hindi

Pyaar ko log � Muhabbat kehte hein,
Kuch log isse bandagi kehte hein,
Maggar jiss pay hum marte hein usse hum zindagi kehte hein�

- - - ->

Jindagi Main Hamesha Naye Log Milen ge,
Kahin Ziyaada To Kahin Kum Milen ge,
Aitbaar Zara Soch Ker Karna,
Mumkin Nahi Her Jagah Tumhe Hum Milen ge !

- - - ->

MOHABBAT KI AB MUJHE AaS HahI
REHNE DO. ZINDAGI MERI UDAAS HI REHNE DO.
SAAREY DARIYA MUBAARAK HO TUMHEN.
MERE HOTON PAY PYAAS HI REHNE DO

- - - ->

Hum Aaap Ko Kabhi Khoney Nahi Dein ge .
Juda Hona Chaaha To Bhi Hone Nahi Dein ge .
Chaandni Raton Main Aaye Gi Meri Yaad .
To Meri Yaad Kay Woh Pal Aaap Ko Sone Nahi Dein ge�

- - - ->

Bechaara dhobi, maara maara phir raha hai,
kiyun ke uska ghada nahi mil raha hai
B.B.C khabron say pata chala hai ke woh "SMS" pedh raha hai..

Thursday, April 25, 2013

Free love sms in hindi

Free love sms in hindi with image

AaaJ Aaye ho hal Chale Jaao Ge MOhabbat Ko Apni Gawara Nahi
Zindgi bhar ka sahaara to bano do ghari ka sahaara nahi

- - - ->

Waada hy humaari ye Mohabbat ki dastan khaas rahe gi,
Aaap ki soorat humesha dil ka paas rahe gi,
Nahi bhoolen ge hum Aaap ko or Aaap ke pyaar ko,
Jub tak dil mein dhadkan aur ye saanse rahe gi

- - - ->

Wo mujh say bichar gaya gaye saal ki tarah.
us ka be haal ho gaya mere haal ki tarah.
Reh gaye rastay saje sajayae lekin wo na Aaya.
yeh saal be guzar gaya har saal ki tarah.

- - - ->

Kash Meri Zindagi Ka Ant Kuch Is Kaddar Ho
Ki Meri Kabar Pay Bana Un ka Ghar Ho
wo Jub Jub Soye Zameen Per
Mere Seene Say Laga Un ka Ser Ho�

Good night sms messages for friends

Good night sms messages for friends

I wish God made me an SMS,
so that I can reach u in a Sec,
Cost u nothing,
u will read me &
I could see u smiling which is worth millions for me!!!
Good Night and Smile For Me!!!

 - - - ->

The greatest gift, you can give to sum one is ur time.
Be"coz when you give some 1 yur time.
U are givin them a portion of life
that you never get back.
Good Night Friend and Sweet Dream.

- - - ->

Dreaming of "U" makes my night worthy,
Thinking of "U" makes me "smile",
Being with "u" is the best thing ever,
and yloving "U" is what I will do 4ever..
Good night Sweet Dream

- - - ->

Hayo Rabba!! Tussi so gaye o ? ? ?
inni jaldi ? ? ?
ik mint ruko meinu good nigte te wish ker len do!!
good nite hai ji !
O tussi chaaho to sweet dreams bhi dekh lena.
Good night sweet Lover.

Love sms hindi 140 words

Love sms hindi 140 words

Yaadon main hum rahen ye Ehsaas rakhna,
nazron say door sahi dil ke paas rakhna,
ye nai kehte kay saath raho, door sahi per yaad rakhna !

- - - ->

Thori Si Hansi Her Baat Ke Saath.
Aik Yaad Mulaaqat Ke Saath,
Naya Mausam Thori Si Barsaat Ke Saath.
Hamesha Khush Raho,

- - - ->

Ha mera her lamha chura liya Aaap ne,
Aankho ko aik naya chaand dikha diya Aap ne,
Humen zindagi di kisi aur nay,
Per itna pyaar de ker jeena sikhaya Aaap ne�

- - - ->

mehfil saji thi jaam ka tha dor,
jaam mein kiya tha yeh kis nay kiya tha ghor,
jaam mein lahoo tha mere Aarmaano ka,
aur sub keh rahe the aik aur,aik aur.

Monday, April 22, 2013

Love sms in hindi 140 words

Love sms in hindi 140 words

Nasha hum karte hain ilzaam sharab ko diya jaata hy
Per is mein kusoor sharab ka nahi
Un ka hai jin ka chehra Hamain her jaam main
Nazar Aaata hai..

- - - ->

Kabhi Aaana hamaare sath,
aik sapno ki duniya,Aap ko batayen ge,
rehna chaho ge Aaap bhi jahan,
aisi wo duniya hum dikhayen ge�

- - - ->

kese jiya jaye tum bin
yeh khiyaal to kiya hota
jo dard saha hum ne
wo dard tum ne bhi kabhi saha hota
bus chal diya daaman chora ke begaano ki tarah
kum se kum hans ke ik dafa alvida to kaha hota

- - - ->

Main Khawaabon Main Tum Say Mila Karta Hun
Hansta Hoon Rota Hun Shikwa Gila Karta Hun
Per Keh Na Pata Hun Haqeeqat Tum Say
Ae Sanam Mein Tum Se Bahot Pyaar Karta Hun�

Love hindi sms for girlfriend

Love hindi sms for girlfriend

Usay Kehna Ke Mere Marne Per Aaansoo na bahaye.
Ke Mujhe Apni Mout Say Ziaada Us kay Aanso ka dukh ho ga.

- - - ->

mein ne tujh ko hi chaaha he,
tu hi mera pehla pyaar hy,
mere dil ki tu hi dhadkan,
tera hi mujhko itzaar hy,

- - - ->

Mohabbat ka kiya hai kabhi bhi ho jaati hy,
Her kisi ki Aankhon main bus nami si chod jaati hai,
Hum ne ki mohabbat to haal hua aisa,
Taaron kay beech aik shaam gujarta ho jese�

- - - ->

Sath chalne kay liye saathi chahiye,
Aaansu rokne kay liye muskaan chahiye,
Zinda rehne kay liye zindagi chahiye,
Aur zindagi jeene ke liye Aaap chahiya.

- - - ->

pholon ki tarha gozro mere dil ki gali say ..
khushboo ki tara muj pay bikhar jaao kisi din
mein apni her aik sans usi raat ko de dun
ser rakh kay mere seene pay so jao kisi din

Saturday, April 20, 2013

Sweet love sms in hindi

Sweet love sms in hindi

Honto say jo choo liya,
Ehsaaas Aab tuk hai,
Aankhen Nam hain,
Aur sanson main Aaag ab tak hai,
Aur kiyon na ho...
Khayi Bhi to 'HARI Mirchen' hain

- - - ->

Door nigaahon say baar baar jaya na karo
Dil ko iss kadar tadpaaya na karo
Tum bin ik pal bhi ji na saken ge hum
Yeh ehsas baar baar dilaya na karo..!

- - - ->

Ae baad-e-saba
us naggar mein ja
usay itna bata
ek Dost tera
kehta hay sada
mujhy apna bana
chaahat ko jaga
Ae jaaan-e-ghazal
teri baat azal
tere hont kanwal
teri Aaankh ghazal
Ae jaan-e-wafaa
khud tu hi bata
kub tere siwa
mujhey chain mila ???

- - - ->

Pyaar Main Milna Zaroori Nahi,
Pyaar Main Izhaar Bhi Zaroori Nahi,
Zaroori Sirf Ehsaas He Jo Zindagi Sawar de,
Unhe Pana Ya Na Pana Zarori Nhi�!

Friday, April 19, 2013

Love sms in hindi for girlfriend

Love sms in hindi for girlfriend

Aaap ki Ada Say Hum Madhosh Ho Gaye
Aaap Ne Palat Ker Dekha To Hum Behosh Ho Gaye
Yehi Ek Baat Kehni Thi Aaap se
Na Jaane Kiyun Aaa pko Dekthe Hi Hum Khaamosh Ho Gaye�

- - - ->

Pal pal uska saath nibhaate hum,
Ek ishaare per duniya chor jaate hum,
Samndar kay beech main pahunch ker faraib kiya us nay,
Wo kehta to kinaare per hi doob jaate hum�.

- - - ->

Her kadam pay Aaap ka ehsaas chahiye,
Mujhe Aaap ka saath apne paas chaahiye,
Sub ro paden hamaari judaai se,
Aisa ek rista khaas chaahiye.

- - - ->

Dil ka dard dil todne waale kiya jaane,
Pyaar kay rivaazon ko zamaana kiya jaane,
Hoti he kitni takleef ladki pataane main,
Ye ghar pe betha ladki ka baap kiya jaane

- - - ->

Muskaan Aaap ke hoton say kahin jaaye na,
Ansoo Aaap ki palkon pay kabhi Aaye na,
Poora ho Aaap ka her khawaab,
Aur jo poora na ho wo khawaab kabhi Aaye na.

I love u sms in hindi

I love u sms in hindi

Wo mil jatay hein kahaani bun ker,
Dil main bus jatay hein nishaani bun ker
Jinhe hum rakhte hein apni Aaakhon main
Kiyun nikal jatay hein wo paani bun ker
Khayaalo ko kisi Aaahat ki Aaas rehti hy
Nigaahon ko teri talaash rehti hy
Tere bina koi kami nahi lekin
Tere begairr tabiyat udaas rehti hy

- - - ->

Zamaane Mein Koi Na Sahaara Nazar Aaya,
Bus Tu Hi aik Humaara Nazar Aaya,
Tere Pyaar Mein Is Kaddar Behta gaya,
Na Tofaan Nazar Aaya Na Kinaara Nazar Aaya�

- - - ->

Nigahen nigahon say mila ke to dekho
Kabhi kisi ko apna bana ke to dekho
Milna chahen ge sub log tum say
Kabhi tum achi trah naha ker to dekho

- - - ->

Kese kahe ke Aaap kitni khoobsurat hain,
Kese kahe ke hum Aaap pe marte hain,
Ye to sirf mera dil hi jaanta he,
Ki hum Aaap pe hamari jawaani qurban karte hai..

Wednesday, April 17, 2013

Hindi love sms 140 character

Hindi love sms 140 character

Aaa Kahin Saamne Zara To Tujh ko Aaankhon Main Basa Lun
Her Khawaab Ko Apne Teri Yaadon Say Saja Dun
Nigahon Main Busa kar Dhadkano Ko Tera Pata Dun
Phir Unhi Kay Sahare Saari Zindagi Bita Dun

- - - ->

Haqeekat Ho Tum Kesey Tujhy Sapna Kahun
Tere Her Dard Ko Ab Mein Apna Kahun
Sub Kuch Qurbaan Hai Meri jaan Tujh Per
Kon Hai Tere Siva Jisy Mein Apna Kahun.

- - - ->

Ek candle ko jalaane ke liye machis khud ko jala deti hy
aur usi machis ki yaad mein candle bhi pura jal jaata hai
this is the example of true love
i Love you my Sweet Heart

- - - ->

Main apne daaman main chupa lun tujh ko.
Dil karta hai apna bana lun tujh ko.
Marr ke bhi na toote ye rishta hamaara.
Is tarha say apni Rooh main sama lun tujh ko.
Apni baahon main is tarah se le loon.
K ephir na baahon say nikalon tujh ko.

New love sms in hindi

New love sms in hindi

I looked at a sweetly, "beautiful rose",
& then I looked at "you",
And I kept looking at you,
For the rose isn�t as beautiful as u�
I Love You

- - - ->

Chaahe To Hamen Dil Say Mita Dena,
Chaahe To Hamen Dil Say Bhula Dena,
Magar Aaye Jo Kabhi Meri Yaad, Aye Jaan-e-man�
Rona Mat Sirf Muskura Dena.

- - - ->

Sada haste raho jese haste hein phool,
Duniya ke sare gham tumhen jaye bhool,
Charo taraf phelao khushion ka geet,
aisi ummeed ke sath Yaar tumhe...MUBARAK ho EID..

- - - ->

Hai mera her lamha chura liya Aaap ne,
Aik ho ke aik chaand dekha deya Aaap ne,
Humen zindagi di kisi aur ne,
Per pyaar itna de kar jeena sikhaya Aaap ne�